Romance Urdu Poetry of Sahir Ludhyanvi

Pages: 1 2

Romance Urdu Poetry of Sahir Ludhyanvi: Not every poet would appeal us for his romance or attract emotional attachment to the enticing charm of his poetry but this miracle is performed by the simple words of Sahir in such a manner as catches our fainting souls and draws us towards the heat of love and romance by ignoring the troubles of everyday life. Let us enjoy a few romantic verses from the select poetry of Sahir.

Aag pany main lgaty huwy halat ki rat   zindgy bhar nahi bholy gy wo barat ky rat

Aag pany main lgaty huwy halat ki rat
zindgy bhar nahi bholy gy wo barat ky rat

Aik mudat say tamana hy tuj choonay ky  aj bas main nahi ja zbat qareeb ajao

Aik mudat say tamana hy tuj choonay ky aj bas main nahi ja
zbat qareeb ajao

Bharnay nahi paten tery jalwon say nigahen   thaknay nahi paten tuj lipta k ye bahen

Bharnay nahi paten tery jalwon say nigahen
thaknay nahi paten tuj lipta k ye bahen

Bhool sakta hy bhala kon ye pyary ankhen   rang main doobi huwy neend say bhary ankhen

Bhool sakta hy bhala kon ye pyary ankhen
rang main doobi huwy neend say bhary ankhen

Choo leny say hota hy tera jism jawan aur   har waqt tery husn ka hota hy saman aur

Choo leny say hota hy tera jism jawan aur
har waqt tery husn ka hota hy saman aur

Dar k bijly say achanak wo liptna uska    aur phir sharm say bal kha k simtna uska

Dar k bijly say achanak wo liptna uska
aur phir sharm say bal kha k simtna uska

Wo hans k agr mangen to ham jan bhi de den   ye jan to kya chez hy iman bhi de den

Wo hans k agr mangen to ham jan bhi de den
ye jan to kya chez hy iman bhi de den

Pages: 1 2

Leave a Reply