Nasir Kazmi Love Poetry

Pages: 1 2 3

Tu he bata ke teri khamshi ko kya samjhu, teri nigah se kuch ashkar bhi to nahi

Tuj ye gham ke meri zindagi ka kya ho ga, muj ye zid ke madawa na kar saky tu bhi

Tuj ye gham ke meri zindagi ka kya ho ga,
muj ye zid ke madawa na kar saky tu bhi

Ye bhi kya sham e mulaqat aye, lab pe mushkil se teri bat aye

Ye bhi kya sham e mulaqat aye,
lab pe mushkil se teri bat aye

Yad hain marhaly muhabat ke, haye us bekali main kya kuch tha

Yad hain marhaly muhabat ke,
haye us bekali main kya kuch tha

Wo sitara tha ke shabnam thi ke phool, aik surat thi ajab yad nahi

Wo sitara tha ke shabnam thi ke phool,
aik surat thi ajab yad nahi

Ye sanha bhi mohabat main barha guzra, ke us ne hal bhi pocha to aankh bhar aye

Ye sanha bhi mohabat main barha guzra,
ke us ne hal bhi pocha to aankh bhar aye

Pages: 1 2 3

Leave a Reply