Iqbal poetry on muslims

Pages: 1 2 3 4

Iqbal poetry on Muslims:

Zuban say kr gya toheed ka dawa to kya hasil, banaya hy nit pandar ko apna khuda tu nay

Zuban say kr gya toheed ka dawa to kya hasil,
banaya hy nit pandar ko apna khuda tu nay

Nahi hy na umeed iqbal apny qasht e weeran say, Zara nam ho to ye maty bry zarkhez hy saqy

Nahi hy na umeed iqbal apny qasht e weeran say,
Zara nam ho to ye maty bry zarkhez hy saqy

Yu to sayed bhi, mirza bhi ho afghan bhi ho, tum sabhi kuch ho batao to musalman bhi ho

Yu to sayed bhi, mirza bhi ho afghan bhi ho,
tum sabhi kuch ho batao to musalman bhi ho

Ye aik sajda jisy tu garan samjta hy, hazar sajdon say deta hy admy ko nijat

Ye aik sajda jisy tu garan samjta hy,
hazar sajdon say deta hy admy ko nijat

Wo zamany main muaziz thay muslman ho kr, aur tum khwar huwy tarik e Quran ho kar

Wo zamany main muaziz thay muslman ho kr,
aur tum khwar huwy tarik e Quran ho kar

Tuj us qoam nay pala aghosh e mohabat main, kuchal dala tha jis nay paun main taj e sardaran

Tuj us qoam nay pala aghosh e mohabat main,
kuchal dala tha jis nay paun main taj e sardaran

Tu shaheen hy parwaz hy kam tera, Tery samny asman aur bhi hain

Tu shaheen hy parwaz hy kam tera,
Tery samny asman aur bhi hain

Tamana dard ky ho to kar khidmat faqeeron ky, nahy milta ye johar badshahon kay khazeenon main

Tamana dard ky ho to kar khidmat faqeeron ky,
nahy milta ye johar badshahon kay khazeenon main

Pages: 1 2 3 4

1 comment for “Iqbal poetry on muslims

Leave a Reply