Famous Sad Urdu Poetry Jaun Elia Ailia

Pages: 1 2 3

‘Famous Sad Urdu Poetry Jaun Elia Ailia'(جون ایلیا کی اداس اردو شاعری کا یہ مجموع ایک ادبی کاوش ھے). We have brought this collection from the selected verses of that famous Urdu poet. The sadness in his poetry can be felt quite deep down; he invokes the unsaid emotions and troubles we don’t even bother to reflect upon.The awakening of human spirit to the harsh but factual realities of human destiny.

Jaun Ailia or Elia is a poet simple in its poetic style and diction; he does not complicate the things for you. He simply conveys in the ordinary language for the average people, so his poetry is not for the vocabulary rich literary savvy guys rather he writes for the common folk.

We hope you enjoy this collection of Sad Urdu poetry.

Ab to bas aap se gila hy yahi,  yad ayen gy aap he kab tak

Ab to bas aap se gila hy yahi,
yad ayen gy aap he kab tak

Aj muj ko bohat bura keh kar,  ap ne nam to lia mera

Aj muj ko bohat bura keh kar,
ap ne nam to lia mera

Aur to kya tha bechnay ke liye,  apni ankhon ke khwab bechy hain

Aur to kya tha bechnay ke liye,
apni ankhon ke khwab bechy hain

Hal he ik ajab faraghat ka,  apna har gham mana chuka hun main

Hal he ik ajab faraghat ka,
apna har gham mana chuka hun main

Jurm main ham kami karen bhi to kyun,  tum saza bhi to kam nahi kartay

Jurm main ham kami karen bhi to kyun,
tum saza bhi to kam nahi kartay

Kisi soorat unhen nafrat ho ham se,  ham apnay aib khud ginwa rahy hain

Kisi soorat unhen nafrat ho ham se,
ham apnay aib khud ginwa rahy hain

Koi muj tak pohanch nahi pata,  itna asan he pata mera

Koi muj tak pohanch nahi pata,
itna asan he pata mera

Main kya hun bas ik malal e mazi,  us shakhs ko hal chahiye tha

Main kya hun bas ik malal e mazi,
us shakhs ko hal chahiye tha

Pages: 1 2 3

1 comment for “Famous Sad Urdu Poetry Jaun Elia Ailia

Leave a Reply