time poetry in urdu by Nasir Kazmi

Time poetry in urdu by Nasir Kazmi contains verses of his poetry that relate to time, friendship and importance powers beyond human control. His poetry carries the power of emotions and time tested maxims to convince us of his rhetoric about the importance of time.

Aisa ulja hun gham e dunya main,  aik bhi khwab e tarab yad nahi

Aisa ulja hun gham e dunya main,
aik bhi khwab e tarab yad nahi

Daim abad rahe gee dunya,  ham na hongay koi ham sa hoga

Daim abad rahe gee dunya,
ham na hongay koi ham sa hoga

Dil main har waqt chubhan rehti thi,  thi muj kis ki talab yad nahi

Dil main har waqt chubhan rehti thi,
thi muj kis ki talab yad nahi

Din guzara tha bari mushkil se,  phir tera wada e shab yad aya

Din guzara tha bari mushkil se,
phir tera wada e shab yad aya

Kise majal ke ruk jaye sans lenay ko,  rawan dawan liye jata hy waqt ka dhara

Kise majal ke ruk jaye sans lenay ko,
rawan dawan liye jata hy waqt ka dhara

Tu kis khyal main hy manzilon ke shedai,  unhen bhi dekh jinhen rastay main neend ayee

Tu kis khyal main hy manzilon ke shedai,
unhen bhi dekh jinhen rastay main neend ayee

Waqt ke sath ham bhi aye nasir,  khar o khas ki tarha bahaye gaye

Waqt ke sath ham bhi aye nasir,
khar o khas ki tarha bahaye gaye

Ye haqeeqat hy ke ahbab ko ham,  yad he kab thay jo ab yad nahi

Ye haqeeqat hy ke ahbab ko ham,
yad he kab thay jo ab yad nahi

Leave a Reply