Political Poetry Munir Niazi

Pages: 1 2

Political Poetry Munir Niazi is a great collection of politically relevant verses for all times particularly to that of the native country and generally to the world over. Politics, they say is meant for the service of the people it is played wherever but in third world countries both the leaders and politics are a means to remain in power to gain more power and with the help of that power remain in power. Politics, sometimes, leads into divided nations and splitting continents. Munir Niazi shows his grudge for negative politics and desires for a positive change. Munir Niazi is known for his social poetry though, yet with his political poetry he adds more value to his poetic stature.

Gumrahyon ka shikwa na kar ab tu aye munir, tu he tha sab say barh kay yahan rahnuma parast-political poetry Munir Niazi

Jurm adam nay kia aur nasl e adam ko saza, kat’ta hun zindgi bhar main nay jo boya nahi-political poetry Munir Niazi

Kuch na hoga gila bhi krnay say, zalimon say gila kia na karo-political poetry Munir Niazi

Mani nahi munir kisi kam main yahan, ta’at karen to kya hy, baghawat karen to kya-political poetry Munir Niazi

Munir is zamanay main rahbar bohat hain, haqeeqat ko uljhan bana denay waly-political poetry Munir Niazi

Rahbar ko un kay hal ki ho kis tarha khabar, logon k darmyan wo akar nahi raha-political poetry Munir Niazi

Rahbar mer bana gumrah karnay kay liye, muj ko sedhay rastay say darbardar us nay kiya-political poetry Munir Niazi

Shehr ko barbad kar kay rakh dia us nay munir, shehr par ye zulm mery nam par us nay kia-political poetry Munir Niazi

Leave a Reply