Noshi Gilani Love Poetry

Pages: 1 2 3 4 5

Wo jis ka harf e dua roshni hy mery liye,  main bujh bhi jaun to mola ujal de usko

Wo jis ka harf e dua roshni hy mery liye,
main bujh bhi jaun to mola ujal de usko

Us shehr main kitnay chehray thay kuch yad nahi sab bhool gaye,  ik shakhs kitabon jesa tha wo shakhs zubani yad huwa

Us shehr main kitnay chehray thay kuch yad nahi sab bhool gaye,
ik shakhs kitabon jesa tha wo shakhs zubani yad huwa

Us ne hans ke dekha to muskura diye ham bhi,  zat se nikalny main der kitni lagti hy

Us ne hans ke dekha to muskura diye ham bhi,
zat se nikalny main der kitni lagti hy

Tu ne dekha nahi palat ke hamen,  warna ham mehrban ho jatay

Tu ne dekha nahi palat ke hamen,
warna ham mehrban ho jatay

Tumhari yad ki dunya main din se rat karun,  kisi ki bat chalay main tumhary bat karu

Tumhari yad ki dunya main din se rat karun,
kisi ki bat chalay main tumhary bat karu

Tum apni sanson se meri sansen alag to karny lagay ho lakin,  jo kam aasan samj rahy ho wo kam mumkin nahi rahy ga

Tum apni sanson se meri sansen alag to karny lagay ho lakin,
jo kam aasan samj rahy ho wo kam mumkin nahi rahy ga

Tuj se milnay aur bicharnay ke liye,  saray khadshay sanbhal kar rakhay

Tuj se milnay aur bicharnay ke liye,
saray khadshay sanbhal kar rakhay

Tamam umar taluq se munharif bhi rahy,  tamam umar usi ko magar bachaya hy

Tamam umar taluq se munharif bhi rahy,
tamam umar usi ko magar bachaya hy

Leave a Reply