Mystic Poetry in Urdu with Pictures

Pages: 1 2 3 4

Mystic Poetry in Urdu with Pictures: Mystics tend to define life in their own unique way though their’s is not a different truth regarding basic concepts of life as we commoners have. However, they are more prone to love of the life hereafter and are akin to disregard for a life of luxury and material gains.

Jab tak sajda us k nam pa us kay hazoor rahy tab tak hy   kam khuda say kya yad aya sary ibadat khatm huw

Jab tak sajda us k nam pa us kay hazoor rahy tab tak hy
kam khuda say kya yad aya sary ibadat khatm huw

Zuban say kr gya toheed ka dawa to kya hasil, banaya hy nit pandar ko apna khuda tu nay

Zuban say kr gya toheed ka dawa to kya hasil,
banaya hy nit pandar ko apna khuda tu nay

Ye aik sajda jisy tu garan samjta hy, hazar sajdon say deta hy admy ko nijat

Ye aik sajda jisy tu garan samjta hy,
hazar sajdon say deta hy admy ko nijat

Tamana dard ky ho to kar khidmat faqeeron ky, nahy milta ye johar badshahon kay khazeenon main

Tamana dard ky ho to kar khidmat faqeeron ky,
nahy milta ye johar badshahon kay khazeenon main

Raz e hasty ko tu samjty hy, aur ankhon say dekhta hu main, hy tuj wasta mazahir say, aur batin say ashna hun main

Raz e hasty ko tu samjty hy,
aur ankhon say dekhta hu main, hy tuj wasta mazahir say, aur batin say ashna hun main

Samj main aye na haqeeqat jab sitaron ky, isy khayal main raten guzar dy main ny

Samj main aye na haqeeqat jab sitaron ky,
isy khayal main raten guzar dy main ny

Sodagry nahy ye ibadat khuda ky hy, ay bekhabar jaza ky taman b chor day

Sodagry nahy ye ibadat khuda ky hy,
ay bekhabar jaza ky taman b chor day

Tamana aabroo ky ho agr gulzar hasty main, to kanton say ulajh kr zindgy krny ky khoo kr lay

Tamana aabroo ky ho agr gulzar hasty main,
to kanton say ulajh kr zindgy krny ky khoo kr lay

Nahi ye shan e khud dari chaman say tor kar tuj ko, koi dastar main rakh lay koi zeb e gulu kr lay

Nahi ye shan e khud dari chaman say tor kar tuj ko,
koi dastar main rakh lay koi zeb e gulu kr lay

Pages: 1 2 3 4

Leave a Reply