friendship poetry in urdu Saghar Sidddiqui

Friendship Poetry in Urdu Saghar Sidddiqui is a lamentation on the fall of that great enterprise of friendship; friends used to be the companions of good time and pillars and support of the bad days, but the situation has reversed so much that friendship has turned into an art of taking advantage of others’ emotions while it is beneficial whereas staying away while there are chances of sacrifice to be demanded. Saghar or Sagar Siddiqui has communicated the true essence of Friendship and Dosti poetry.

Jisay apna yar kehna usay chorna bhanwar main,  ye hadees e dilbran he ye kamal e dilbari hy

Jisay apna yar kehna usay chorna bhanwar main,
ye hadees e dilbran he ye kamal e dilbari hy

Aye taghayur e zamana ye ajeeb dil lagi hai,  na waqar e dosti hy na majal e dushmani hy

Aye taghayur e zamana ye ajeeb dil lagi hai,
na waqar e dosti hy na majal e dushmani hy

Machal rahy hain bohat sanp aasteenon main,  bharak rahy hain abhi sham e dosti ke charagh

Machal rahy hain bohat sanp aasteenon main,
bharak rahy hain abhi sham e dosti ke charagh

Muj pe zahir he apka batin,  mun na khulwao main sharabi hun

Muj pe zahir he apka batin,
mun na khulwao main sharabi hun

Leave a Reply