Ahmed Faraz Religious Poetry

Ahmed Faraz Religious Poetry: These are a few verses of Ahmed Faraz that can be marked as of having religious bent either from personal or collective religious opinion. Be it clear that these verses are termed and deemed religious as per our opinion and the poet did not publish them under religious poetry section or heading. We have presented these verses as a research to highlight that even those of our poets that are considered moderates, do have a tendency to religion in their general poetry. I personally like Ahmed Faraz’ poetry’s universal aspects and versatility. Keep enjoying and do share the content on social hubs.

 

Ameer e shehr ghareebon ko loot leta hy,  kabhi ba heela e mazhab kabhi banam e watan

Ameer e shehr ghareebon ko loot leta hy,
kabhi ba heela e mazhab kabhi banam e watan

Aur phir apny shikayat say bhi kya hota hy,  wohy hota hy jo manzoor e khuda hota hy

Aur phir apny shikayat say bhi kya hota hy,
wohy hota hy jo manzoor e khuda hota hy

Aye khuda aj usay sab ka muqadar kar day,  wo mohabat k jo insan ko payember kar day

Aye khuda aj usay sab ka muqadar kar day,
wo mohabat k jo insan ko payember kar day

Janat kay ajara dar ban kar shab o roz,  Allah ka nam bechtay hain ye log

Janat kay ajara dar ban kar shab o roz,
Allah ka nam bechtay hain ye log

Kabhi to ham ko bhi bakhshay wo abr ka tukra,  jo asman ko neely ridayen deta hy

Kabhi to ham ko bhi bakhshay wo abr ka tukra,
jo asman ko neely ridayen deta hy

Kadi hy jang k ab kay muqablay p faraz,  ameer e shehr bhi hy aur khateeb bhi hy

Kadi hy jang k ab kay muqablay p faraz,
ameer e shehr bhi hy aur khateeb bhi hy

Muj sa gunahgar sar e dar keh gya, waez nay jo sukhan sar e manbar nahi kaha

Muj sa gunahgar sar e dar keh gya,
waez nay jo sukhan sar e manbar nahi kaha

 

Leave a Reply