Urdu Romantic Poetry Mohsin Naqvi with pictures

Urdu Romantic Poetry Mohsin Naqvi with pictures: Romance, the very word is enough to get the attraction of lovers across the boards onto the ship of love. The lovers would come on board especially if the matter relates to poetry and the poet’s manner of relating the charms of the beloved in a sweet yet chanting manner.

Ghar ki deewar sajaany kay liye, ham tera nam likha kartay thay

Ghar ki deewar sajaany kay liye,
ham tera nam likha kartay thay

Jab talak aayena muqabil tha, us ki aanken rahen khumar main gum

Jab talak aayena muqabil tha,
us ki aanken rahen khumar main gum

Kaash kuch der yunhi waqat guzarta rehta, main usay dekhta rehta wo sanwart rehta

Kaash kuch der yunhi waqat guzarta rehta,
main usay dekhta rehta wo sanwart rehta

Kahan bhulaiye isko kay wo bichar kay sada,  khayal ban kay sada muheet e hawas rehta hy

Kahan bhulaiye isko kay wo bichar kay sada,
khayal ban kay sada muheet e hawas rehta hy

Kahan ye bas main kay ham khud ko hosla detay,  yahe bohat that kay har gham pay muskura detay

Kahan ye bas main kay ham khud ko hosla detay,
yahe bohat that kay har gham pay muskura detay

Kisy weerany main tuj say mil kar,  dil main kya phool khila kartay thay

Kisy weerany main tuj say mil kar,
dil main kya phool khila kartay thay

Ujar rut ko gulaby banaye rakhty hy,  hamary aankh tery deed say wazoo kar k

Ujar rut ko gulaby banaye rakhty hy,
hamary aankh tery deed say wazoo kar k

Umar guzry sanwartay dil ko,  kash wo dil main lamha bhar thehry

Umar guzry sanwartay dil ko,
kash wo dil main lamha bhar thehry

Wo abhi tak hay rubroo apnay,  ham abhi hasar e khawab main hain

Wo abhi tak hay rubroo apnay,
ham abhi hasar e khawab main hain

Wo bhi kya din thay kay pal main kar dia kartay thay ham,  umar bhar ki chahten har aik harjayee kay naam

Wo bhi kya din thay kay pal main kar dia kartay thay ham,
umar bhar ki chahten har aik harjayee kay naam

Ye sanwali si fizayen ye be charagh nagar,  yahi kahen wo sitara shanas rehta hy

Ye sanwali si fizayen ye be charagh nagar,
yahi kahen wo sitara shanas rehta hy

Leave a Reply