Urdu Love Poetry of Parveen Shakir

Pages: 1 2 3 4 5 6 7 8

Uljhain gay kai bar abhi lafz say mafhoom sada hy bohat wo na main asan boht hun

Uljhain gay kai bar abhi lafz say mafhoom
sada hy bohat wo na main asan boht hun

Tuj manaun k apny ana ky bat sunu ulj raha hy mery faislon ka reshm phir

Tuj manaun k apny ana ky bat sunu
ulj raha hy mery faislon ka reshm phir

Tery tareeq muhabat p barha socha ye jabr tha k tery ikhtyar ka mosam

Tery tareeq muhabat p barha socha ye jabr tha
k tery ikhtyar ka mosam

Tery khud gharzy say khud ko soch kr aj ham tery brabar ho gaye

Tery khud gharzy say khud ko soch kr
aj ham tery brabar ho gaye

Utar rahy hain ajab khusbhuyen rag o pay main ye kisy choo k mery sheher main hawa aye

Utar rahy hain ajab khusbhuyen rag o pay main
ye kisy choo k mery sheher main hawa aye

Usy koochy main kae us k shanasa bhi to hain Wo kisy aur say milnay k bahany aye

Usy koochy main kae us k shanasa bhi to hain
Wo kisy aur say milnay k bahany aye

us say ik bar to roothon main usy ky manind aur mery terha say wo mujko manany aye

us say ik bar to roothon main usy ky manind
aur mery terha say wo mujko manany aye

Us nay jalty huwy peshany p jan hath rakha rooh tak aagaye taseer maseehaey ky

Us nay jalty huwy peshany p jan hath rakha
rooh tak aagaye taseer maseehaey ky

Leave a Reply