Urdu Love Poetry of Parveen Shakir

Pages: 1 2 3 4 5 6 7 8

Ham to samjay thay k ik zakhm bhar jaye ga kya khabr thy ragay jan main utar jaye ga

Ham to samjay thay k ik zakhm bhar jaye ga
kya khabr thy ragay jan main utar jaye ga

Herat say dekhta hy samandar mery tarf kashty main koi bat hay ya badban main hy

Herat say dekhta hy samandar mery tarf
kashty main koi bat hay ya badban main hy

Ishq nay seekh he ly waqt ky taqseem k ab wo muj yad to karta hy magr kam k bad

Ishq nay seekh he ly waqt ky taqseem k ab
wo muj yad to karta hy magr kam k bad

Is khof say wo sath nibhanay kay haq main hy kho kar muj ye larky kahen dukh say mar na jaye

Is khof say wo sath nibhanay kay haq main hy
kho kar muj ye larky kahen dukh say mar na jaye

Ik umr jisay khwab ki manind hi dekha choonay ko mila hay to preshan bohat hy

Ik umr jisay khwab ki manind hi dekha
choonay ko mila hay to preshan bohat hy

ik chamak sy to nazar aye hy apny khak main muj p b shayd tawaja ky nazar hony ko hy

ik chamak sy to nazar aye hy apny khak main
muj p b shayd tawaja ky nazar hony ko hy

Hisab adawat bhi hota rahy ga muhabat nay jeenay ky mohlat agr dy

Hisab adawat bhi hota rahy ga
muhabat nay jeenay ky mohlat agr dy

Jab banam dil gawahy sar ky mangy jaye gy khoon main dooba huwa parcham hamara dekhna

Jab banam dil gawahy sar ky mangy jaye gy
khoon main dooba huwa parcham hamara dekhna

Leave a Reply