Urdu Love Poetry of Parveen Shakir

Pages: 1 2 3 4 5 6 7 8

Urdu Love Poetry of Parveen Shakir

Aj to us p thehrty he na thy ankh zra us kay jatay hi nazar main utary us ky

Aj to us p thehrty he na thy ankh zra
us kay jatay hi nazar main utary us ky

Apny tanhay mery nam p abad kary kon hoga jo muj us ky tarha yad kary

Apny tanhay mery nam p abad kary
kon hoga jo muj us ky tarha yad kary

Bas ye huwa k us nay takaluf say bat ky aur ham nay rota rotay dupaty bhigo liye

Bas ye huwa k us nay takaluf say bat ky
aur ham nay rota rotay dupaty bhigo liye

Bicha diay tha gulabon k sath apna wajood wo so k uthay to khwabon ky rakh uthaon gy

Bicha diay tha gulabon k sath apna wajood
wo so k uthay to khwabon ky rakh uthaon gy

Dastras say apny bahir ho gaye jab say ham unko muyasir ho gaye

Dastras say apny bahir ho gaye
jab say ham unko muyasir ho gaye

Dil ko us rah p chalna he nahy jo muj tuj say juda kartay hain

Dil ko us rah p chalna he nahy
jo muj tuj say juda kartay hain

Ghar ka darwaza khula rakha hy waqt mil jaye to zehmat karna

Ghar ka darwaza khula rakha hy
waqt mil jaye to zehmat karna

ghar ka sara rasta is sar khushy main kat gya is say aglay more p koi ham safar hony ko hy

ghar ka sara rasta is sar khushy main kat gya
is say aglay more p koi ham safar hony ko hy

Leave a Reply