Sahir Ludhyanvi Famous Love Poetry

Pages: 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10

Kon kehta hy k mohabat ky zuban hoty hy   ye haqeeqat to ankhon say byan hoty hy

Kon kehta hy k mohabat ky zuban hoty hy
ye haqeeqat to ankhon say byan hoty hy

Main jisy pyar ka andaz samj betha hu   wo tabasum wo takalum tery hadt he na ho

Main jisy pyar ka andaz samj betha hu
wo tabasum wo takalum tery hadt he na ho

Main nay jis waqt tuj pehly pehl dekha tha   tu jawani ka koi khwab nazar aye thy

Main nay jis waqt tuj pehly pehl dekha tha
tu jawani ka koi khwab nazar aye thy

Mery dil main aj kya hy tu kahy to main bata du   tery zulf phir sanwarun  tery main phir saja du

Mery dil main aj kya hy tu kahy to main bata du
tery zulf phir sanwarun tery main phir saja du

Mery khwabon ky jharokon ko sajanay waly    tery khwabon main kahi mera guzr hy k nahi

Mery khwabon ky jharokon ko sajanay waly
tery khwabon main kahi mera guzr hy k nahi

Na jany aj main kya bat kehny wala hu   zuban khushk hy awaz ruky jaty hy

Na jany aj main kya bat kehny wala hu
zuban khushk hy awaz ruky jaty hy

Muj tumhary judai ka koi ranj nahi   mery khayal ki dunya main mery pas ho tum

Muj tumhary judai ka koi ranj nahi
mery khayal ki dunya main mery pas ho tum

Muj ko wo din na dikhana tumhen apny he qasm   main tarsta rahon tum gher ki banhon main raho

Muj ko wo din na dikhana tumhen apny he qasm
main tarsta rahon tum gher ki banhon main raho

Leave a Reply