Sahir Ludhanvi Urdu Poetry Images

Pages: 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14 15 16 17 18 19 20

Tuj ko khabr nhi mgr ik sada looh ko   barbad kr diya hy tery do din k pyar nay

Tuj ko khabr nhi mgr ik sada looh ko
barbad kr diya hy tery do din k pyar nay


Fan jo nadar tak nahy pohncha abhi mayar tak nahy pohncha

Fan jo nadar tak nahy pohncha
abhi mayar tak nahy pohncha


Tuj ko tera ghar salamat aur muj mery tanhayan   marty martay nam tera he labon par aye ga

Tuj ko tera ghar salamat aur muj mery tanhayan
marty martay nam tera he labon par aye ga


Bhool sakta hy bhala kon ye pyary ankhen   rang main doobi huwy neend say bhary ankhen

Bhool sakta hy bhala kon ye pyary ankhen
rang main doobi huwy neend say bhary ankhen


Umr bhar rengty rehny ki saza hy jena   aik do din ki aziyat ho to koi seh lay

Umr bhar rengty rehny ki saza hy jena
aik do din ki aziyat ho to koi seh lay


Har aik tehzeeb ka khuda ik naya mazhab laya karen to ham bhi magr kis khuda ki bat karen

Har aik tehzeeb ka khuda ik naya mazhab laya
karen to ham bhi magr kis khuda ki bat karen


Unhen apna nhy sakta magr itna bhi kya kam hy    k kuch mudat haseen khwabon main reh kr g liya main nay

Unhen apna nhy sakta magr itna bhi kya kam hy
k kuch mudat haseen khwabon main reh kr g liya main nay


Bohat hain zakhm mery zindgy mitany ko   udas reh k mery dil ko aur zakhm na do

Bohat hain zakhm mery zindgy mitany ko
udas reh k mery dil ko aur zakhm na do

Leave a Reply