Sahir Ludhanvi Urdu Poetry Images

Pages: 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14 15 16 17 18 19 20

Har aik tehzeeb ka khuda ik naya mazhab laya karen to ham bhi magr kis khuda ki bat karen

Har aik tehzeeb ka mazhab ik naya khuda laya
karen to ham bhi magr kis khuda ki bat karen


Kargar ho gaye ahbab ki tadbeer ab  k  mang ly ap hy dewany nay zanjeer ab k

Kargar ho gaye ahbab ki tadbeer ab
k mang ly ap hy dewany nay zanjeer ab k


Ap dolat ka tarazu main dilon ko tolen   ham mohabat say mohabat ka sila dety hain

Ap dolat ka tarazu main dilon ko tolen
ham mohabat say mohabat ka sila dety hain


Matlab nikal gya hy to pehchanty nahy   yun jarhy hain jesy hamen jantay nahi

Matlab nikal gya hy to pehchanty nahy
yun jarhy hain jesy hamen jantay nahi


Jisy lahu k siwa koi rang ras na aye hamen hayat k us perhan say nafrat hy

Jisy lahu k siwa koi rang ras na aye
hamen hayat k us perhan say nafrat hy


Mohabat main hamen taqdeer nay dhokay diye kya kya   jo dil ka drd tha us dard ko dil ki dwa samjay

Mohabat main hamen taqdeer nay dhokay diye kya kya
jo dil ka drd tha us dard ko dil ki dwa samjay


Apnay mazy kay tasawur say hirasan hu main   apnay guzry huwy ayam say dar lagta hy

Apnay mazy kay tasawur say hirasan hu main
apnay guzry huwy ayam say dar lagta hy


Mohabat tark ky main nay gireban sy liya main nay   zamanay ab to khush ho zehr ye bhi p liya main nay

Mohabat tark ky main nay gireban sy liya main nay
zamanay ab to khush ho zehr ye bhi p liya main nay

Leave a Reply