sad urdu poetry saghar siddiqui

Pages: 1 2

sad urdu poetry saghar siddiqui consists of a few verses from the huge composition of the poetry of Saghar Siddiqui, the poet of sadness and gloom. His poetry is enriched with the verses that relate the stories and pangs of deception by his beloved; the poet remains intensely involved in the entire process of poetic creativity.

Aaj phir buj gaye jal jal kay umeedon ke charagh,  aaj phir taron bhari rat ne dam tor dia

Aaj phir buj gaye jal jal kay umeedon ke charagh,
aaj phir taron bhari rat ne dam tor dia

Apnon ne zindgi main harasan kia muj,  gheron ke iltafat se ranjoor ho gaye

Apnon ne zindgi main harasan kia muj,
gheron ke iltafat se ranjoor ho gaye

Dil shikan ho ke chalay aaye teri mehfil se,  teri mehfil main to har bat pe pabandi hy

Dil shikan ho ke chalay aaye teri mehfil se,
teri mehfil main to har bat pe pabandi hy

Jin kay daman main kuch nahi hota,  un ke seenay main pyar dekha hy

Jin kay daman main kuch nahi hota,
un ke seenay main pyar dekha hy

Jin se afsana hasti main tasalsul tha kabhi,  un mohabat ki rawayat ne dam tor dia

Jin se afsana hasti main tasalsul tha kabhi,
un mohabat ki rawayat ne dam tor dia

Kal jinhen choo nahi sakti thi farishton ki nazar,  aaj wo ronaq e bazar nazar aty hain

Kal jinhen choo nahi sakti thi farishton ki nazar,
aaj wo ronaq e bazar nazar aty hain

Kehtay hain teri zulf e pareshan ko zindgi,  aye dost zindgi ki tamana buri nahi

Kehtay hain teri zulf e pareshan ko zindgi,
aye dost zindgi ki tamana buri nahi

Mery daman main shararon ke siwa kuch bhi nahi,  aap phoolon ke khareedar nazar atay hain

Mery daman main shararon ke siwa kuch bhi nahi,
aap phoolon ke khareedar nazar atay hain

Pages: 1 2

Leave a Reply