Sad Urdu Poetry of Parveen Shakir

Pages: 1 2 3 4 5 6 7 8 9

Tooty hy mery neend magr tum ko is say kya   bajtay rahen hawaon say dar tum ko say kya

Tooty hy mery neend magr tum ko is say kya
bajtay rahen hawaon say dar tum ko say kya

Tery barhna paye kay dukh bantaty huwy  ham nay  khud apnay paun main kanty chabho liye

Tery barhna paye kay dukh bantaty huwy ham nay
khud apnay paun main kanty chabho liye

Tera khayal kr k main khamosh ho gaye   warna zuban e khalq say kya kya nahy suna

Tera khayal kr k main khamosh ho gaye
warna zuban e khalq say kya kya nahy suna

Tark e ulfat k bad umeed wafa   rayt p chal saky hy nao kabhi

Tark e ulfat k bad umeed wafa
rayt p chal saky hy nao kabhi

Sukh tery miras thay tuj ko milay   dukh hamary thay muqadar ho gaye

Sukh tery miras thay tuj ko milay
dukh hamary thay muqadar ho gaye

sar chupayn to badn khulta hy  zeest muflis ky rida ho jesy

sar chupayn to badn khulta hy
zeest muflis ky rida ho jesy

Sapurd kar ka usay chandny kay hathon main   main apny ghar kay andheron ko lot aun gy

Sapurd kar ka usay chandny kay hathon main
main apny ghar kay andheron ko lot aun gy

ronaq e bazar o mehfil kam nhy hy aj bhi  sanha is shehr main koi mgr hony ko hy

ronaq e bazar o mehfil kam nhy hy aj bhi
sanha is shehr main koi mgr hony ko hy

2 comments for “Sad Urdu Poetry of Parveen Shakir

Leave a Reply