Sad Urdu Poetry with Images

Pages: 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14 15 16 17 18

is main shamil hy mery bakht ky tareeky b, tum sayah rang jo pehno gay to yad aun ga

is main shamil hy mery bakht ky tareeky b,
tum sayah rang jo pehno gay to yad aun ga


Matlab nikal gya hy to pehchanty nahy   yun jarhy hain jesy hamen jantay nahi

Matlab nikal gya hy to pehchanty nahy
yun jarhy hain jesy hamen jantay nahi


Bhula k wo hamen heran hy to kya k abhi   isy tarha ka hamen bhi kamal krna hy

Bhula k wo hamen heran hy to kya k abhi
isy tarha ka hamen bhi kamal krna hy


jab tera doston main zikar aye, tees uthaty hai dil k chalon main

jab tera doston main zikar aye,
tees uthaty hai dil k chalon main


Mohabat main hamen taqdeer nay dhokay diye kya kya   jo dil ka drd tha us dard ko dil ki dwa samjay

Mohabat main hamen taqdeer nay dhokay diye kya kya
jo dil ka drd tha us dard ko dil ki dwa samjay


Bohat azeez hain ankhen mery usay lakin   wo jaty jaty inhen kar gya hy purnam phir

Bohat azeez hain ankhen mery usay lakin
wo jaty jaty inhen kar gya hy purnam phir


jan deny ky ijazat b nhy dety ho warna, mar jaye aur mar k mana len tumko

jan deny ky ijazat b nhy dety ho warna,
mar jaye aur mar k mana len tumko


Mohabat tark ky main nay gireban sy liya main nay   zamanay ab to khush ho zehr ye bhi p liya main nay

Mohabat tark ky main nay gireban sy liya main nay
zamanay ab to khush ho zehr ye bhi p liya main nay

Leave a Reply