Political Poetry of sahir Ludhyanvi urdu: Enjoy the great political insight of Sahir Ludhyanvi relating to the sub-continental political and social fabric.
Ahl e mansab hain ghalt kar to un kay mansab tery taid say dhalay gaey tu mujrim hy
Faqeer e shehr k tan par libas baqy hy amer e shehr k arman abhi kahan nikly
Foj haq ko kuchal nhy sakty foj chahy kisy yazeed ky ho
Inqlab-mery sada ko dabana to kher mumkin hy mgr hayat ki lalkar kon roky ga
Kon kehta hy k halat p tanqeed na kr hukmranon k ghalt dawon ky tardeed na kr
Lakh bethay koi chup chup k kamen gahon main khun khud deta hy jaladon kay maskan ka suragh
Tum nay jis khun ko maqtal main chupana chaha aj wo kucha o bazar main anikla hy