parveen shakir famous poetry

Pages: 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14 15 16 17 18


Jis tarha khwab mery ho gaye reza reza   is trha say na kbhi toot k bikhry koi

Jis tarha khwab mery ho gaye reza reza
is trha say na kbhi toot k bikhry koi


Muj ko takmeel samajny wala  apny  miyar main badla k nahy

Muj ko takmeel samajny wala apny
miyar main badla k nahy


Kanp uthty hu main ye soch kr tanhaey main  mery chehray p tera nam na parch lay koi

Kanp uthty hu main ye soch kr tanhaey main
mery chehray p tera nam na parch lay koi


Na us ky bat main samju na wo mery nazren   muamlat zuban ho chalay hain mubham phir

Na us ky bat main samju na wo mery nazren
muamlat zuban ho chalay hain mubham phir


Kaya qayamat hay k jin k naam par paspa huway   un hi logon ko muqabil main saf ara dekhna

Kaya qayamat hay k jin k naam par paspa huway
un hi logon ko muqabil main saf ara dekhna


Paltany ka irada ho saky to tum bhi kar lo   ye bazi aj tak dil nay kabhi hary nahy hy

Paltany ka irada ho saky to tum bhi kar lo
ye bazi aj tak dil nay kabhi hary nahy hy


Kesy ghary main tark e safr ka khyal hy   jab ham main lot anay ka yara nahi raha

Kesy ghary main tark e safr ka khyal hy
jab ham main lot anay ka yara nahi raha


Qabooliyat ki hay saat to us ko mang he lay   k ye ghary kabhi bar digr nahy aty

Qabooliyat ki hay saat to us ko mang he lay
k ye ghary kabhi bar digr nahy aty


2 comments for “parveen shakir famous poetry

Leave a Reply