Noshi Gilani Poetry

Pages: 1 2 3 4 5

Najanay kon si rut main bichar gaye wo log,  jo apnay dil main bohat ehtram rakhtay thay

Najanay kon si rut main bichar gaye wo log,
jo apnay dil main bohat ehtram rakhtay thay

Nami aankhon se jati he nahi hy,  sitam is dil ne itna she lia hy

Nami aankhon se jati he nahi hy,
sitam is dil ne itna she lia hy

Phir log aa gaye mera mazi qurednay,  phir muj se ik sawal tuje dekh kar huwa

Phir log aa gaye mera mazi qurednay,
phir muj se ik sawal tuje dekh kar huwa

Qareeb reh ke sulagnay se kitna behtar tha,  kisi maqam pe ham tum bichar gaye hotay

Qareeb reh ke sulagnay se kitna behtar tha,
kisi maqam pe ham tum bichar gaye hotay

Tuj khabar nahi ham dekh kar tuj bohat roye,  nai kitab main tasweer ik purani teri

Tuj khabar nahi ham dekh kar tuj bohat roye,
nai kitab main tasweer ik purani teri

Tuj ko kya khabar jana ham udas logon par,  sham ke sabhi manzar ungliyan uthayen gay

Tuj ko kya khabar jana ham udas logon par,
sham ke sabhi manzar ungliyan uthayen gay

Tuj se ab aur mohabat nahi ki jasakti,  khud ko itni bhi aziat nahi di ja sakti

Tuj se ab aur mohabat nahi ki jasakti,
khud ko itni bhi aziat nahi di ja sakti

Tum hawa in khirkiyon se sirf itna dekhna,  us ne koi khat kisi nam likha is taraf

Tum hawa in khirkiyon se sirf itna dekhna,
us ne koi khat kisi nam likha is taraf

Leave a Reply