Nasir Kazmi Sad Poetry

Pages: 1 2 3 4

Nasir ye wafa nahi janun hy,  apna bhi na kher khwah rehna

Nasir ye wafa nahi janun hy,
apna bhi na kher khwah rehna

Shehr main shor, dil main tanhayee,  dil ki baten kahan kary koi

Shehr main shor, dil main tanhayee,
dil ki baten kahan kary koi

Suraj doob chala nasir,  aur abhi manzil hy door

Suraj doob chala nasir,
aur abhi manzil hy door

Tery shehr e tarb ki roshniyon main,  tabiyat aur bhi ghabra rahi hy

Tery shehr e tarb ki roshniyon main,
tabiyat aur bhi ghabra rahi hy

Us ne manzil pe la kay chor dia,  umer bhar jis ka rasta dekha

Us ne manzil pe la kay chor dia,
umer bhar jis ka rasta dekha

Wo dil nawaz hy lakin nazar shanas nahi,  mera ilaj mery chara gar kay pas nahi

Wo dil nawaz hy lakin nazar shanas nahi,
mera ilaj mery chara gar kay pas nahi

Zindgi jis ki tamana main kati,  wo mery hal se begana raha

Zindgi jis ki tamana main kati,
wo mery hal se begana raha

Pages: 1 2 3 4

Leave a Reply