Nasir Kazmi Love Poetry

Pages: 1 2 3

Jab se dekha hy tery hath ka chand, main ne dekha he nahi rat ka chand

Jab se dekha hy tery hath ka chand,
main ne dekha he nahi rat ka chand

Muj ye dar hy teri arzoo na mit jaye, bohat dino se tabyat meri udas nahi

Muj ye dar hy teri arzoo na mit jaye,
bohat dino se tabyat meri udas nahi

Main ro rha tha muqadar ki sakht rahon main, uda ke le gaye jadu teri nazar ke muj

Main ro rha tha muqadar ki sakht rahon main,
uda ke le gaye jadu teri nazar ke muj

Kyun na us kam numa ko chand kahu, chand ko dekh kar jo yad aye

Teri zulfon ke bikharnay ka sabab he koi, ankh kehti hy tery dil main talab hy koi

Teri zulfon ke bikharnay ka sabab he koi,
ankh kehti hy tery dil main talab hy koi

Tera milna to kher mushkil tha, tera gham bhi jahan ne cheen lia

Tera milna to kher mushkil tha,
tera gham bhi jahan ne cheen lia

Tera khayal bhi teri tarha mukamal hy, wohi shabab, wohi dilkashi wohi andaz

Tera khayal bhi teri tarha mukamal hy, wohi shabab,
wohi dilkashi wohi andaz

Tery qareeb reh ke bhi dil mutmaen na tha, guzri hy dil pe ye bhi qayamat kabhi kabhi

Tery qareeb reh ke bhi dil mutmaen na tha,
guzri hy dil pe ye bhi qayamat kabhi kabhi

Pages: 1 2 3

Leave a Reply