mohsin naqvi sad poetry wallpapers

Pages: 1 2 3 4

mohsin naqvi sad poetry wallpapers: Mohsin Naqvi is famous for his deep and soul touching urdu poetry which ranges from love to sad aspects of the wooing of lovers. Unlike other languages, Urdu poetry remains shy in its direct expression of the feelings of love; therefore, the poets tend to express the inability of lovers that remained unsuccessful either owing to their own fear or due to the social constraints that stopped them from winning the love of their beloveds. English poetry in comparison tends to have a rather direct mode of expression.

Mohsin Naqvi’s sad poetry is a two line poetry verses collection designed as love poetry wallpapers. The readers will enjoy the great poetry while amusing themselves with the colorful wallpapers.

Ab kay hijran ki dhoop main mohsin,  rang uska bhi kuch khrab to huwa

Ab kay hijran ki dhoop main mohsin,
rang uska bhi kuch khrab to huwa

ab kisi kay to ho raho mohsin, dolat e diol ho raygan kab tak

ab kisi kay to ho raho mohsin,
dolat e diol ho raygan kab tak

Aik peman shikan say kya shikwa, ham rahay apnay aitbar main gum

Ajab naseeb tha mohsin kay bad marg muj, charagh ban kay khud apni lehd pay jalna tha

Ajab naseeb tha mohsin kay bad marg muj,
charagh ban kay khud apni lehd pay jalna tha

Ankh-nam-bhi-karo-to-bas-itni,-rang-phekay-paren-na-manzar-kay

Aur kuch der na bujhnay dy isay aye rab e sehr, doobta chand mera dast e dua lagta hy

Aur kuch der na bujhnay dy isay aye rab e sehr,
doobta chand mera dast e dua lagta hy

Chand bhi zard par gya akhir, ujary angan main roshni kar kay

Chand bhi zard par gya akhir,
ujary angan main roshni kar kay

Doston ki zuban to khulnay do, bhool jao gay zakhm khanjar kay

Doston ki zuban to khulnay do,
bhool jao gay zakhm khanjar kay

Habs e dunia say guzar jatay hain, aisa kartay hain kay marjaty hain

Habs e dunia say guzar jatay hain,
aisa kartay hain kay marjaty hain

Hamary aks main hoti jo zakhm e jan ki jhalak, ham ainay ko bhi apni tarha rula dety

Hamary aks main hoti jo zakhm e jan ki jhalak,
ham ainay ko bhi apni tarha rula dety

Pages: 1 2 3 4

Leave a Reply