Mohsin Naqvi Love Poetry

Pages: 1 2 3 4

Hawa ki dor ulajty jo unglyon say kabhi, ham asman pay tera nam tak saja dety

Hawa ki dor ulajty jo unglyon say kabhi,
ham asman pay tera nam tak saja dety

Is taraf tughayanion par hy chanab, is taraf kacha ghara hy aur bas

Main nay is tor say chaha tuj aksar janan, jesy mehtab ko be ant samandar chahy

Main nay is tor say chaha tuj aksar janan,
jesy mehtab ko be ant samandar chahy

Main sang sift aik he rastay main khara hu, shayed muj dekhen gy palat kar tery aankhen

Main sang sift aik he rastay main khara hu,
shayed muj dekhen gy palat kar tery aankhen

Mery chahton ki khushboo say tuj zanjeer hona hy, abhi is khawab ko sharminda e tabeer hona hy

Mery chahton ki khushboo say tuj zanjeer hona hy,
abhi is khawab ko sharminda e tabeer hona hy

Milta raha wo khawab main kitnay khaloos say, aankhen khulen to khawab ki taabeer ham na thay

Milta raha wo khawab main kitnay khaloos say,
aankhen khulen to khawab ki taabeer ham na thay

Mohsin ab apna aap bhulaya hy is trha, muj say khud apnay aks nay pocha kay tu hy kon

Mohsin ab apna aap bhulaya hy is trha,
muj say khud apnay aks nay pocha kay tu hy kon

Phir kon bhala dad e tabasum unhen day ga, royen gi bohat muj say bichar kar tery aankhen

Phir kon bhala dad e tabasum unhen day ga,
royen gi bohat muj say bichar kar tery aankhen

Pages: 1 2 3 4

Leave a Reply