Mohsin Naqvi Love Poetry

Pages: 1 2 3 4

Mohsin Naqvi Love Poetry is a wide range of collection of Urdu poetry of this great poet. We have not only prepared slides and pictures of his beautiful two line poetry but also we have added roman style urdu so that it becomes easy for all to search and read the beautiful poetry and verses of Mohsin Naqvi who was called one of the best love poets of the sub-continent. The legend poet never published the below verses as love poetry, we have segregated the below verses on the basis of our own taste and understanding. It is a personal collection of the editor of this page. You may leave comments for any updates in this regard.

Ab kisi kay to ho raho mohsin,  dolat e dil ho raygan kab tak

Ab kisi kay to ho raho mohsin,
dolat e dil ho raygan kab tak

Aks koi ho khadokhal tumhary dekhun, bazam koi ho magar bat tumhari nikaly

Aks koi ho khadokhal tumhary dekhun,
bazam koi ho magar bat tumhari nikaly

Azab e deed main ankhen lahoo lahoo kar kay, main sharmsar huwa tery justajoo kar kay

Azab e deed main ankhen lahoo lahoo kar kay,
main sharmsar huwa tery justajoo kar kay

Basa huwa tha jo seenay main aarzoo ki tarha, ragon main goonj raha hy wo ab lahoo ki tarha

Basa huwa tha jo seenay main aarzoo ki tarha,
ragon main goonj raha hy wo ab lahoo ki tarha

Bichary to ajab payar jatata hy khaton main, mil jaye to phir had say guzarny nahi deta

Bichary to ajab payar jatata hy khaton main,
mil jaye to phir had say guzarny nahi deta

Dil misal e abar naqsho nigar, is main tera naqash e pa hy aur bas

Dil misal e abar naqsho nigar,
is main tera naqash e pa hy aur bas

Dil usy waqt sanbhal jaye ga, mery basty say wo guzray to sahi

Dil usy waqt sanbhal jaye ga,
mery basty say wo guzray to sahi

Ham nay kab usko na chaha mohsin, ham nay kab kol na manay dil kay

Ham nay kab usko na chaha mohsin,
ham nay kab kol na manay dil kay

Pages: 1 2 3 4

Leave a Reply