Love Poetry in Urdu with Pictures
Chalay ao k ab mun pher kr janay say kya hoga jo tum par mar mita us dil ko tarpany say kiya hoga
Jab banam dil gawahy sar ky mangy jaye gy khoon main dooba huwa parcham hamara dekhna
Chand kalyan nishat ky chun kr mudaton mehway yas rehta hun
Kabhi kabhar usay dekh lain kahin mil lain ye kab kaha tha k wo khush badan hamara ho
Choo leny say hota hy tera jism jawan aur har waqt tery husn ka hota hy saman aur
Kabhi kabhi to dil e muztarib ye chahta hy k chand rat ho aur samnay samandar ho
Chupa chupa kay khamoshy main apny becheny khud apnay raz ki tash’heer ban gae ho tum
Kabhi kabhi wo hamen be sabab bhi milta hy asar huwa nhy us par abhi zamany ka
Great work dude.
Love it dear