Love Poetry in Urdu with Pictures
Apnay senay say lgaye huwy umeed ky lash mudaton zest ko nashad kiya hy main nay
Tery ishq ky intaha chahta hu, mery sadgy dekh kya chahta hu
Ham to samjay thay k ik zakhm bhar jaye ga kya khabr thy ragay jan main utar jaye ga
Apny gharz thy jab to liptna qabool tha banhon kay dayery main simtna qabool tha
Zara sy bat andesha e ajam nay isy, barha diya hy faqat zeb e dastan k liye
Ye Janat Mubarak rahy zahidon ko, k main apka samna chahta hu
Herat say dekhta hy samandar mery tarf kashty main koi bat hay ya badban main hy
Bharnay nahi paten tery jalwon say nigahen thaknay nahi paten tuj lipta k ye bahen
Hisab adawat bhi hota rahy ga muhabat nay jeenay ky mohlat agr dy
Great work dude.
Love it dear