Love Poetry in Urdu with Pictures

Pages: 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14 15 16 17 18 19 20 21 22 23

Sehr kareeb hy aur shama bujhnay waly hy   tarap raha hy tera beqarar dekh to lay

Sehr kareeb hy aur shama bujhnay waly hy
tarap raha hy tera beqarar dekh to lay


Ye itny rat gaye kon dastken dy ga   kahen hawa ka he us nay na roop dhara ho

Ye itny rat gaye kon dastken dy ga
kahen hawa ka he us nay na roop dhara ho


Sharma k yu na dekh ada k maqam say    ab bat barh chuky hy haya k maqam say

Sharma k yu na dekh ada k maqam say
ab bat barh chuky hy haya k maqam say


Yun dekha usay k koi dekh he na lay   inam to acha tha magr shart kary hy

Yun dekha usay k koi dekh he na lay
inam to acha tha magr shart kary hy


Sochta hu k muhabat hy bashr ki fitrat   sochta hu k mohabat say hy tabinda hayat

Sochta hu k muhabat hy bashr ki fitrat
sochta hu k mohabat say hy tabinda hayat


Surkh anchal ko daba kar jo nichora us nay   dil p jalta huwa ik teer sa chora us nay

Surkh anchal ko daba kar jo nichora us nay
dil p jalta huwa ik teer sa chora us nay


Taj mehal- ik shehnshah nay dolat ka sahara lay kr   ham ghareebon ki mohabat ka uraya hy mazaq

Taj mehal- ik shehnshah nay dolat ka sahara lay kr
ham ghareebon ki mohabat ka uraya hy mazaq


Takht kya chez hy aur lal o jawahir kya chez   ishq waly to khudai bhi luta dety hain

Takht kya chez hy aur lal o jawahir kya chez
ishq waly to khudai bhi luta dety hain

2 comments for “Love Poetry in Urdu with Pictures

Leave a Reply