Jaun Elia Ailia Love Poetry Urdu

جون ایلیا مشہور اردو شاعر’Jaun Elia Ailia Love Poetry Urdu’ is a segmented portion from amongst the collections of the poetry of Jaun Ailia or Elia, a well known communist Urdu Poet that migrated to Pakistan as a young man during the partition of Sub-continent in 1947. Jaun Ailia, born on December 14, 1931 and died on November 08, 2002 lived up for a brief span of 71 years. He belonged to a literary family and married a woman of letters, Zahida Hina.

We have collected a few of his famous and well known Urdu verses as a short collection under the title of Love Poetry, similarly we have also worked on major themes of his poetry and different pages have been dedicated to the major portions of his Urdu Poetry.

Urdu language has produced so many poets that it becomes, sometimes, really hard to rank different poets from across the decades into categories; not withstanding the aforesaid, we can easily place Jaun Ailia or Elia as among the great poets of his era.

Ap ab poochnay ko aye hain,  dil mery jan mar gya kab ka

Ap ab poochnay ko aye hain,
dil mery jan mar gya kab ka

Ap ko jab muj se shikwa he nahi koi to phir,  aag he dil main lagani he lagatay jaiye jon ailia

Ap ko jab muj se shikwa he nahi koi to phir,
aag he dil main lagani he lagatay jaiye jon ailia

Dosto ham ne apna hal usy,  jab bhi likha kharab he likha

Dosto ham ne apna hal usy,
jab bhi likha kharab he likha

Jab tuj mery chah thi janan,  bas wohi waqt tha kara mera

Jab tuj mery chah thi janan,
bas wohi waqt tha kara mera

Khoon kar dun tery shabab ka main,  muj sa qatil tera shabab nahi

Khoon kar dun tery shabab ka main,
muj sa qatil tera shabab nahi

Na likha us ne koi bhi maktoob,  phir bhi ham ne jawab he likha

Na likha us ne koi bhi maktoob,
phir bhi ham ne jawab he likha

Na rakha ham ne besh o kam ka khyal, shoq ko behisab he likha jon ailia

Na rakha ham ne besh o kam ka khyal, shoq ko behisab he likha jon ailia

Reh gaye umeed to barbad ho jaun ga main,  jaiye to phir muj sach much bhulaty jaiye

Reh gaye umeed to barbad ho jaun ga main,
jaiye to phir muj sach much bhulaty jaiye

Tumhara hijar mana lun agar ijazat ho,  main dil kisi se laga lun agar ijazat ho jon ailia

Tumhara hijar mana lun agar ijazat ho,
main dil kisi se laga lun agar ijazat ho jon ailia

Us ne ham ko guman main rakha,  aur phir kam he dhyan main rakha

Us ne ham ko guman main rakha,
aur phir kam he dhyan main rakha

Wo jo rehti dil muhalay main,  phir wo larki muj mili he nahi

Wo jo rehti dil muhalay main,
phir wo larki muj mili he nahi

Ye suna he ke mery kooch ke bad,  us ki khushboo kahin basi he nahi

Ye suna he ke mery kooch ke bad,
us ki khushboo kahin basi he nahi

Leave a Reply