Iqbal social poetry

Pages: 1 2

Iqbal social poetry on Indian Pakistani Society:

Wa’az main farma diya kal ap nay ye saf saf, parda akhir kis say ho jab mard he zan ho gaye

Wa’az main farma diya kal ap nay ye saf saf,
parda akhir kis say ho jab mard he zan ho gaye

Taqleed ky rawish say to behtar hy khud kushi, rasta bhi dhoond khizr ka soda bhi chor day(Iqbal Poetry)

Taqleed ky rawish say to behtar hy khud kushi,
rasta bhi dhoond khizr ka soda bhi chor day(Iqbal Poetry)

Tameez hakim o mehkoom mit nhy skty, majal kya k gadagar ho shah ka hamdosh

Tameez hakim o mehkoom mit nhy skty,
majal kya k gadagar ho shah ka hamdosh

Na khuda he mila na wisal e sanam, na idhar kay rahy na udhar kay rahay

Na khuda he mila na wisal e sanam,
na idhar kay rahy na udhar kay rahay

Muj tehzeeb e hazir nay ata ky hy wo azadi, k zahir main azady hy lakin batin ky girftary

Muj tehzeeb e hazir nay ata ky hy wo azadi,
k zahir main azady hy lakin batin ky girftary

Jalal e padshahy ho k jamhoory tamasha ho, juda ho deen sayasat say to reh jaty hy changezy

Jalal e padshahy ho k jamhoory tamasha ho,
juda ho deen sayasat say to reh jaty hy changezy

Khudawanda! Ye tery sada dil bandy kidhar jayen, kay darwesy bhi ayary sultani bhi ayari

Khudawanda! Ye tery sada dil bandy kidhar jayen,
kay darwesy bhi ayary sultani bhi ayari

Pages: 1 2

Leave a Reply