Habib Jalib Sad poetry

Pages: 1 2

Habib Jalib Sad poetry: a hand picked collection of Habib Jalib’s selected poetry.

Agar daman nahi hy unka muyaser,  kisy dewar say he lag kar rolen

Agar daman nahi hy unka muyaser,
kisy dewar say he lag kar rolen

Dushmanon nay jo dushmany ki hy, doston nay bhi kya kami ky hy

Dushmanon nay jo dushmany ki hy,
doston nay bhi kya kami ky hy

Ham ko gheron say dar nahi lagta, apnay ahbab he say dartay hain

Ham ko gheron say dar nahi lagta,
apnay ahbab he say dartay hain

Hota agar pahar to lata na tab e gham, jo ranj is nagar main ye dil hans k seh gya

Hota agar pahar to lata na tab e gham,
jo ranj is nagar main ye dil hans k seh gya

Hamary qatal pay jo aj hain khamosh kal jalib, bohat ansoo bahayen gay bohat dad e wafa den gay

Hamary qatal pay jo aj hain khamosh kal jalib,
bohat ansoo bahayen gay bohat dad e wafa den gay

Is shehr khraby main gham e ishq k maray, zinda hain yahi bat bary bat hy pyary

Is shehr khraby main gham e ishq k maray,
zinda hain yahi bat bary bat hy pyary

In bastyon main rasm wafa khatm ho chuky, aye chashm nam kisy say na kar arz gham yahan

In bastyon main rasm wafa khatm ho chuky
, aye chashm nam kisy say na kar arz gham yahan

Kuch aur bhi hain kam hamen aye gham janan, kab tak koi uljhi huwy zulfon ko sanwary

Kuch aur bhi hain kam hamen aye gham janan,
kab tak koi uljhi huwy zulfon ko sanwary

Pages: 1 2

Leave a Reply