Habib Jalib Political Poetry

Pages: 1 2

Habib Jalib Political Poetry

Ab rahen chain say bedard zamany waly, so gaye khwab say logon ko dikhany walay

Ab rahen chain say bedard zamany waly,
so gaye khwab say logon ko dikhany walay

Asool bech kay masand khreednay walo,  nigah ahl e wafa main bohat haqeer ho tum,  watan ka pas tumhen than a ho sakay ga kabhi, k apny hirs kay banday ho bezameer ho tum

Asool bech kay masand khreednay walo,
nigah ahl e wafa main bohat haqeer ho tum,
watan ka pas tumhen than a ho sakay ga kabhi, k apny hirs kay banday ho bezameer ho tum

Deep jiska mehlat he main jalay, chand logon ky khushyon ko lay kar chalay…aisay dastoor ko main nahi manta

Deep jiska mehlat he main jalay,
chand logon ky khushyon ko lay kar chalay…
aisay dastoor ko main nahi manta

Dewaron main sehmay bethay hain kya khoob mily azady, apnon nay bahaya khoon apna ham bhool gaye beganon ko

Dewaron main sehmay bethay hain kya khoob mily azady,
apnon nay bahaya khoon apna ham bhool gaye beganon ko

Kisay khabr thy hamen rahbar he looten gay, baray khaloos say ham karwan kay sath rahy, niga dohr main daray sahi ham log, zia ki bheek nahi mangtay sitaron say

Kisay khabr thy hamen rahbar he looten gay, baray khaloos say ham karwan kay sath rahy, niga dohr main daray sahi ham log,
zia ki bheek nahi mangtay sitaron say

Kisy ka haq hy samandar p aur koi payasa, ye kya hay kyun hy ye alam ye sochtay hain ham

Kisy ka haq hy samandar p aur koi payasa,
ye kya hay kyun hy ye alam ye sochtay hain ham

Lakh kehtay rahen zulmat ko na zulmat likhna, ham nay seekha he nahy payary ba ijazat likhna

Lakh kehtay rahen zulmat ko na zulmat likhna,
ham nay seekha he nahy payary ba ijazat likhna

Mery hath main qalam hy, mery zehn main ujala, muj kya daba sakay ga koi zulmaton ka pala, main tuloo ho raha hunt u gharoob honay wala

Mery hath main qalam hy, mery zehn main ujala,
muj kya daba sakay ga koi zulmaton ka pala,
main tuloo ho raha hun
tu gharoob honay wala

Pages: 1 2

Leave a Reply