Fakhira Batool Famous Urdu Poetry

Pages: 1 2 3 4

Meri halat pe tum herat zada thay,  tumhen bhi dasht akhir bha gya na

Meri halat pe tum herat zada thay,
tumhen bhi dasht akhir bha gya na

Kisi parinday ka chota sa ghonsla hy yahan,  hawa se keh de ke shakhon ko be qarar na kar

Kisi parinday ka chota sa ghonsla hy yahan,
hawa se keh de ke shakhon ko be qarar na kar

Kisi ki ankhon main aisa jawab likha tha,  Batool honton se koi sawal phir na huwa

Kisi ki ankhon main aisa jawab likha tha,
Batool honton se koi sawal phir na huwa

Kal faqeeron ko taj choomy ga,  badshahi ka gur to any do

Kal faqeeron ko taj choomy ga,
badshahi ka gur to any do

Kaha tha hijr palkon se na chun’na,  amawas ankh main thehra gya na

Kaha tha hijr palkon se na chun’na,
amawas ankh main thehra gya na

Jo darmyan uthaye hain a ke logon ne,  wo apnay hath se dewar tum gira dalo

Jo darmyan uthaye hain a ke logon ne,
wo apnay hath se dewar tum gira dalo

Go us ne khar bichaye nahi hain rastay main,  magar wo un ko hatanay bhi to nahi deta

Go us ne khar bichaye nahi hain rastay main,
magar wo un ko hatanay bhi to nahi deta

Chalay to jao magar waqt par palat ana,  kahen na aisa ho rastay main sham kar dalo

Chalay to jao magar waqt par palat ana,
kahen na aisa ho rastay main sham kar dalo

Pages: 1 2 3 4