Ahmed Faraz Sad Urdu Poetry

Pages: 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14 15 16

War is qadar shadeed k dushman he kar sakay, chehra magar zarur kisy ashna ka tha

War is qadar shadeed k dushman he kar sakay,
chehra magar zarur kisy ashna ka tha


Us ka kya hy tum na sahy to chahny waly aur bohat, tarq e mohabat krnay walo tum tanha reh jao gy

Us ka kya hy tum na sahy to chahny waly aur bohat,
tarq e mohabat krnay walo tum tanha reh jao gy


Tum takaluf ko bhi ikhlas samajty ho faraz, dost hota nahi har hath milanay wala

Tum takaluf ko bhi ikhlas samajty ho faraz,
dost hota nahi har hath milanay wala


Tum apni shama e tamana ko ro rahy ho faraz, in andhyon main to pyary charagh sab k gaye

Tum apni shama e tamana ko ro rahy ho faraz,
in andhyon main to pyary charagh sab k gaye


Tuj to main nay bary arzu say chaha tha, ye kya k chor chal tu bhi aur sab ki tarha

Tuj to main nay bary arzu say chaha tha,
ye kya k chor chal tu bhi aur sab ki tarha


Tuj say bichar k ham bhi muqadar k ho gye, phir jo bhi dar mila hy usy dar k ho gye

Tuj say bichar k ham bhi muqadar k ho gye,
phir jo bhi dar mila hy usy dar k ho gye


Tuj khoya to yun lagta hy , ganwa dy umar bhar ky kamai

Tuj khoya to yun lagta hy
, ganwa dy umar bhar ky kamai


Tuj khabr nahi shayed k khulwaton main mery lahu ugalty huwy zindgy karahty hy

Tuj khabr nahi shayed k khulwaton main mery
lahu ugalty huwy zindgy karahty hy

Leave a Reply