Urdu Qismat Fate Poetry Nasir Kazmi

The word “Qismat” in urdu is equivalent to “Fate” in English; so the meaning of Qismat poetry is fate and destiny related verses written in Urdu language. So the verses dedicated to Qismat & Fate Poetry of Nasir Kazmi are selected for this page. ‘Urdu Qismat Fate Poetry Nasir Kazmi’ is a very intense expression of the personal feelings of the poet. No poet can ever avoid writing on the hottest topic such as human destiny and matters related to this life and hereafter.

Aye dil kisay naseeb ye tofeeq e iztrab,  milti he zindgi main ye rahat kabhi kabhi

Aye dil kisay naseeb ye tofeeq e iztrab,
milti he zindgi main ye rahat kabhi kabhi

Falak ne phenk dia barg e gul ki chaon se door,  wahan paray hain jahan kharzar bhi to nahi

Falak ne phenk dia barg e gul ki chaon se door,
wahan paray hain jahan kharzar bhi to nahi

Har ghari aasman ko takta hun,  jesay kuch aasman ne cheen lia

Har ghari aasman ko takta hun,
jesay kuch aasman ne cheen lia

Koshish lazim he pyary,  aagay jo us ko manzoor

Koshish lazim he pyary,
aagay jo us ko manzoor

Kya khabar kab koi kiran phootay,  jagnay walo jagtay rehna

Kya khabar kab koi kiran phootay,
jagnay walo jagtay rehna

Thora gham bhi utha pyaray,  phool chunay hain khar bhi chun

Thora gham bhi utha pyaray,
phool chunay hain khar bhi chun

Leave a Reply