Urdu political poetry Nasir Kazmi

Urdu political poetry of Nasir Kazmi is a rich collection of his verses that carry political significance; he hits the so called warrior nations and their conquests because wars mean destruction at large. He even cites the bloody celebrations of the sham victors that remain devoid of humanity. Nobody cares for the abuse of humanity and loss of honor of the softer sex during all wars in general in during Indo-Pak separation in particular “when naked women were made to walk on the roads”. The practices of enslaving the conquered horrifies the human history till today.

Din dihary ye lahoo ki holi,  khalaq ko khof khuda ka na raha

Din dihary ye lahoo ki holi,
khalaq ko khof khuda ka na raha

Kaya kahun kis tarha sar e bazar,  asmaton kay diye bujhaye gaye

Kaya kahun kis tarha sar e bazar,
asmaton kay diye bujhaye gaye

Kya kahu ab tumhen khizan walo,  jal gya aashyan main kya kya kuch

Kya kahu ab tumhen khizan walo,
jal gya aashyan main kya kya kuch

Shehr dar shehr jalaye gaye,  yun bhi jashan e tarb manaye gaye

Shehr dar shehr jalaye gaye,
yun bhi jashan e tarb manaye gaye

Sukh ki neenden sony walay,  mehroomy kay rag bhi sun

Sukh ki neenden sony walay,
mehroomy kay rag bhi sun

Unhen sadyon na bhoolay ga zamana,  yahan jo hadsay aaj ho gaye hain

Unhen sadyon na bhoolay ga zamana,
yahan jo hadsay aaj ho gaye hain

Zameen rangon se khali ho rahi he,  ye rang e aasman dekha na jaye

Zameen rangon se khali ho rahi he,
ye rang e aasman dekha na jaye

Leave a Reply