Social Issues Poetry in Urdu with Pictures

Pages: 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11

Be watan kehlaye apnay des main   apnay ghar main reh k be ghar ho gaye

Be watan kehlaye apnay des main
apnay ghar main reh k be ghar ho gaye


Faqeer e shehr k tan par libas baqy hy amer e shehr k arman abhi kahan nikly

Faqeer e shehr k tan par libas baqy hy
amer e shehr k arman abhi kahan nikly


tamam shehr main ab to hy raj kanton ka muj qabool nhy ye smaj kanton ka

tamam shehr main ab to hy raj kanton ka
muj qabool nhy ye smaj kanton ka


Bhariay muj ko kahan pa saktay   wo agr mery hifazat krta

Bhariay muj ko kahan pa saktay
wo agr mery hifazat krta


Fitrat ki musheyat bhi bary cheez hy lakin fitrat kabhi bebas ka sahara nhy hoty

Fitrat ki musheyat bhi bary cheez hy lakin
fitrat kabhi bebas ka sahara nhy hoty


Badla zamana aisa kay larka pas az sabq, kehta hy master say k bil pesh kijye

Badla zamana aisa kay larka pas az sabq,
kehta hy master say k bil pesh kijye


Dil sab kay mushtrik thay magr hoslay juda   koi bikhar gya to koi muskra dia

Dil sab kay mushtrik thay magr hoslay juda
koi bikhar gya to koi muskra dia


Gharz parst jahan main wafa talash na kar ye shay bany hy kisy dosry jahan k liye

Gharz parst jahan main wafa talash na kar
ye shay bany hy kisy dosry jahan k liye

Leave a Reply