Shikwa by Allama Iqbal

Pages: 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10

Khugar e pekar e mehsoos thi insan ki nazar, manta phir koi an dekhay khuda ko kyun kar

Khugar e pekar e mehsoos thi insan ki nazar,
manta phir koi an dekhay khuda ko kyun kar

English Translation of Verse Eleven of Shikwa by Allama Iqbal:

Human foresight could see nothing beyond mere appearance,
How could someone believe in the invisible God?

Tuj ko maloom ky leta tha koi nam tera, quwat e bazoo e mulsim ne kia kam tera

Tuj ko maloom ky leta tha koi nam tera,
quwat e bazoo e mulsim ne kia kam tera

English Translation of Verse Twelve of Shikwa by Allama Iqbal:

O all-knowing God, people were astray and did not worship you,
Muslims spread your message in the world.

Bas rahy thay yaheen saljooq bhi torani bhi, ahl e cheen cheen main, iran main sasani bhi

Bas rahy thay yaheen saljooq bhi torani bhi,
ahl e cheen cheen main, iran main sasani bhi

English Translation of Verse Thirteen of Shikwa by Allama Iqbal:

Here lived the Saljook and Tauranians,
The Chinese occupied China and Iran was inhabited by Sasanis.

Isi mamoory main aabad thay yunani bhi, isi dunya main yahudi bhi thay nasrani bhi

Isi mamoory main aabad thay yunani bhi,
isi dunya main yahudi bhi thay nasrani bhi

English Translation of Verse Fourteen of Shikwa by Allama Iqbal:

This world was engulfed by Greeks,
While Israelites and Christians also lived in this world.

Pary tery naam par talwar uthai kis ne, bat jo bigri huwi thi wo banaye kis ne

Pary tery naam par talwar uthai kis ne,
bat jo bigri huwi thi wo banaye kis ne

English Translation of Verse Fifteen of Shikwa by Allama Iqbal:

Who raised the sword in your name?
Who set the world right?

Thay hamen aik tery marqa aaraon main, khuskhyon main kabhi lartay kabhi daryaon main

Thay hamen aik tery marqa aaraon main,
khuskhyon main kabhi lartay kabhi daryaon main

English Translation of Verse Sixteen of Shikwa by Allama Iqbal:

We, the Muslims, were your lonely warriors,
We fought in all climes and all lands.

Deen azanen kabhi Europe ke kaleesaon main, kabhi Africa ke taptay huwy sehraon main

Deen azanen kabhi Europe ke kaleesaon main,
kabhi Africa ke taptay huwy sehraon main

English Translation of Verse Seventeen of Shikwa by Allama Iqbal:

We said azaan in the cathedrals of Europe,
And we did so in the burning deserts of Africa too.

Shan ankhon main na jachti thi jahan daron ki, kalma parhty thay ham chaon main talwaron ki

Shan ankhon main na jachti thi jahan daron ki,
kalma parhty thay ham chaon main talwaron ki

English Translation of Verse Eighteen of Shikwa by Allama Iqbal:

The pride and worldly pomp of the mighty kings never inspired us,
Even during wars, our hearts resounded with the expression of your oneness.

Ham jo jeetay thay to jangon ki museebat ke liye, aur martay thay tery naam ki azmat ke liye

Ham jo jeetay thay to jangon ki museebat ke liye, aur martay thay tery naam ki azmat ke liye

English Translation of Verse Nineteen of Shikwa by Allama Iqbal:

We had set aside our lives for the wars, Jihad, in your name,
And we died in the name of your Glory.

Thi na kuch tegh zani apni hakoomat k liye, sar bakaf phirtay thay kya dehr main dolat ke liye

Thi na kuch tegh zani apni hakoomat k liye,
sar bakaf phirtay thay kya dehr main dolat ke liye

English Translation of Verse Twenty of Shikwa by Allama Iqbal:

We did not slay and get slayed for our rule,
It was God Almighty and not wealth for which we moved.

1 comment for “Shikwa by Allama Iqbal

Leave a Reply