Sahir Ludhanvi Urdu Poetry Images

Pages: 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14 15 16 17 18 19 20

Koi nahy jo bojh utha lay apny zinda lashon ka khatm he kar day aj afsana in bedard tamashon ka

Koi nahy jo bojh utha lay apny zinda lashon ka
khatm he kar day aj afsana in bedard tamashon ka


Choo leny say hota hy tera jism jawan aur   har waqt tery husn ka hota hy saman aur

Choo leny say hota hy tera jism jawan aur
har waqt tery husn ka hota hy saman aur


Kuch aur barh gaye hain andheray to kya huwa mayoos to nahy hain taloo e shehr say ham

Kuch aur barh gaye hain andheray to kya huwa
mayoos to nahy hain taloo e shehr say ham


Chupa chupa kay khamoshy main apny becheny    khud apnay raz ki tash’heer ban gae ho tum

Chupa chupa kay khamoshy main apny becheny
khud apnay raz ki tash’heer ban gae ho tum


Lay de k apnay pas faqt ik nazar to hy ku dekhy zindgy ko kisy ky nazar say ham

Lay de k apnay pas faqt ik nazar to hy
ku dekhy zindgy ko kisy ky nazar say ham


Dar k bijly say achanak wo liptna uska    aur phir sharm say bal kha k simtna uska

Dar k bijly say achanak wo liptna uska
aur phir sharm say bal kha k simtna uska


Log aurat ko faqat jism samjh lety hain rooh bhi hoty hay is main ye kahan sochty hain

Log aurat ko faqat jism samjh lety hain
rooh bhi hoty hay is main ye kahan sochty hain


Dil k muamly manin nateeja ky fikar kya   agay hy ishq jurm w saza k maqam say

Dil k muamly manin nateeja ky fikar kya
agay hy ishq jurm w saza k maqam say

Leave a Reply