Sahir Ludhanvi Urdu Poetry Images

Pages: 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14 15 16 17 18 19 20

Asman p hy khuda aur zameen p ham aj kal wo is tarf dekhta hy kam

Asman p hy khuda aur zameen p ham
aj kal wo is tarf dekhta hy kam


Dunay k bazar main akhir chahat bhi byopar bany   mery dil say un ky dil tak chandy ky dewar bany

Dunay k bazar main akhir chahat bhi byopar bany
mery dil say un ky dil tak chandy ky dewar bany


Ahl e dil aur bhi hain ahl e wafa aur bhi hain    aik ham hi nahi dunya say khafa aur bhi hain

Ahl e dil aur bhi hain ahl e wafa aur bhi hain
aik ham hi nahi dunya say khafa aur bhi hain


Gar zindgy main mil gye phir iteffaq say   pochen gay apna hal tery bebasy say ham

Gar zindgy main mil gye phir iteffaq say
pochen gay apna hal tery bebasy say ham


Faqeer e shehr k tan par libas baqy hy amer e shehr k arman abhi kahan nikly

Faqeer e shehr k tan par libas baqy hy
amer e shehr k arman abhi kahan nikly


Ham hain mayoos magr itnay bhi mayoon nahi   ik na ik din to ye ashkon ki lary tooty gy

Ham hain mayoos magr itnay bhi mayoon nahi
ik na ik din to ye ashkon ki lary tooty gy


Aik mudat say tamana hy tuj choonay ky   aj bas main nahi jazbat qareeb ajao

Aik mudat say tamana hy tuj choonay ky
aj bas main nahi jazbat qareeb ajao


Ham jurm hoabat ki saza payen gay tanha   jo tuj say huwy wo khata sath lye ja

Ham jurm hoabat ki saza payen gay tanha
jo tuj say huwy wo khata sath lye ja

Leave a Reply