Sahir Ludhanvi Urdu Poetry Images

Pages: 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14 15 16 17 18 19 20

Main jisy pyar ka andaz samj betha hu   wo tabasum wo takalum tery hadt he na ho

Main jisy pyar ka andaz samj betha hu
wo tabasum wo takalum tery hadt he na ho


Main nay jis waqt tuj pehly pehl dekha tha   tu jawani ka koi khwab nazar aye thy

Main nay jis waqt tuj pehly pehl dekha tha
tu jawani ka koi khwab nazar aye thy


Mery dil main aj kya hy tu kahy to main bata du   tery zulf phir sanwarun  tery main phir saja du

Mery dil main aj kya hy tu kahy to main bata du
tery zulf phir sanwarun tery main phir saja du


Mery khwabon ky jharokon ko sajanay waly    tery khwabon main kahi mera guzr hy k nahi

Mery khwabon ky jharokon ko sajanay waly
tery khwabon main kahi mera guzr hy k nahi


Aag pany main lgaty huwy halat ki rat   zindgy bhar nahi bholy gy wo barat ky rat

Aag pany main lgaty huwy halat ki rat
zindgy bhar nahi bholy gy wo barat ky rat


Mery khwabon main bhi tu mery khyalon main bhi tu  kon sy chez tuj tuj say juda pesh karu

Mery khwabon main bhi tu mery khyalon main bhi tu kon sy chez tuj tuj say juda pesh karu


Muj dewta bana kar tery chahton nay pooja   mera pyar keh raha hy main tuj khuda bana lu

Muj dewta bana kar tery chahton nay pooja
mera pyar keh raha hy main tuj khuda bana lu


Muj ko wo din na dikhana tumhen apny he qasm   main tarsta rahon tum gher ki banhon main raho

Muj ko wo din na dikhana tumhen apny he qasm
main tarsta rahon tum gher ki banhon main raho

Leave a Reply