Sahir Ludhanvi Urdu Poetry Images

Pages: 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14 15 16 17 18 19 20

Log aurat ko faqat jism samjh lety hain  rooh bhi hoty hay  is main ye kahan sochty hain

Log aurat ko faqat jism samjh lety hain rooh bhi hoty hay
is main ye kahan sochty hain


Jisy tu dekh lay ik bar mast nazron say   wo umr bhr kabhi hathon main apnay jam na lay

Jisy tu dekh lay ik bar mast nazron say
wo umr bhr kabhi hathon main apnay jam na lay


Na tu zameen k liye hy na asman k liye    tera wajood hy ab sirf dastan k liye

Na tu zameen k liye hy na asman k liye
tera wajood hy ab sirf dastan k liye


Jo ham ko naseehat kary hain wo apna zamana dekh chuky    ab ham par bhi jawani aye hy ham apna zamana kyun choren

Jo ham ko naseehat kary hain wo apna zamana dekh chuky
ab ham par bhi jawani aye hy ham apna zamana kyun choren


Palat k suey chaman dekhnay say kya hoga    wo shakh he na rahy jo thy aashyan k lye

Palat k suey chaman dekhnay say kya hoga
wo shakh he na rahy jo thy aashyan k lye


Jo ham main hy wo matwaly ada sab main nahi hoty   mohabat sab main hoty hy wafa sab main nahi hoty

Jo ham main hy wo matwaly ada sab main nahi hoty
mohabat sab main hoty hy wafa sab main nahi hoty


Pedaysh k din say mot ky zad main hain   is maqtal main kon hamen lay aya hy

Pedaysh k din say mot ky zad main hain
is maqtal main kon hamen lay aya hy


Jo tery dil ko lubha lay wo ada muj main nahi   kyun na tuj ko koi tery he ada pesh karu

Jo tery dil ko lubha lay wo ada muj main nahi
kyun na tuj ko koi tery he ada pesh karu

Leave a Reply