Saghar Siddiqui Love Poetry Collection

Pages: 1 2 3

Saghar Siddiqui Love Poetry Collection is one of the loveliest compositions of any love poetry ever; Saghar, unlike other Urdu poets, becomes clear and personal in the expression of his emotions for the hard heart-ed beloved is notorious for her cruel actions of beseeching the ones that fall for her in their innocence. We simply love the plain Urdu poetry of Saghar Siddiqui, also known as Sagar Siddiqui; its great and awesome.

Aaj bhi ham tery wafaon par,  muskurayen to kya tamasha ho

Aaj bhi ham tery wafaon par,
muskurayen to kya tamasha ho

Banda parwar jo ham pe guzri hai,  ham batayen to kya tamasha ho

Banda parwar jo ham pe guzri hai,
ham batayen to kya tamasha ho

Charagh-e-zindagy-ko-aik-jhonkay-ki-zaroorat-hy,-tumhen-meri-qasam-hy-phir-zra-dama-ko-lehrana

Dil-ki-nadanyon-pe-ghor-na-kar,-khotay-sikay-bhi-kam-aatay-hain

Gum sum khari hain donon jahan ki haqeeqten,  main un se keh rha hun muj yad kijye

Gum sum khari hain donon jahan ki haqeeqten,
main un se keh rha hun muj yad kijye

Ham agar itafaq se tum ko,  bhool jayen to kya tamasha ho

Ham agar itafaq se tum ko,
bhool jayen to kya tamasha ho

Ham bari door se aye hain tumhary khatir,  dil kay arman bhi laye hain tumhary khatir

Ham bari door se aye hain tumhary khatir,
dil kay arman bhi laye hain tumhary khatir

Ham wahan thay kay jahan saghar o mena thay madam,  dosto lot kay aye hain tumahry khatir

Ham wahan thay kay jahan saghar o mena thay madam,
dosto lot kay aye hain tumahry khatir

Pages: 1 2 3

Leave a Reply