Sad Urdu Poetry with Images

Pages: 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14 15 16 17 18

Bas ab to daman e dil chor do bekar umedo   bohat dukh she liye main nay bohat din g liya main nay

Bas ab to daman e dil chor do bekar umedo
bohat dukh she liye main nay bohat din g liya main nay


Ajnaby ban k jo guzra hy abhi   tha kisy waqt main apna logo

Ajnaby ban k jo guzra hy abhi
tha kisy waqt main apna logo


aj to mehfil yaran p ho maghroor boht jab kabhi toot kay bikhro gay to yad aun ga

aj to mehfil yaran p ho maghroor boht
jab kabhi toot kay bikhro gay to yad aun ga


Dekha hy zindgy ko kuch itny qareeb say   chehry tamam lagny lagy hain ajeeb say

Dekha hy zindgy ko kuch itny qareeb say
chehry tamam lagny lagy hain ajeeb say


Apnay anay ky khabr kya krtah   jab sitaray he nahy mil paty

Apnay anay ky khabr kya krtah
jab sitaray he nahy mil paty


apnay gham say kaho har pal mery sath rahy, aik ihsan kro is ko musalsal kr do

apnay gham say kaho har pal mery sath rahy,
aik ihsan kro is ko musalsal kr do


Dunay k bazar main akhir chahat bhi byopar bany   mery dil say un ky dil tak chandy ky dewar bany

Dunay k bazar main akhir chahat bhi byopar bany
mery dil say un ky dil tak chandy ky dewar bany


Apnay qatil ky zahanat say pareshan hu main   roz ik mot naye tarz ky ijad kary

Apnay qatil ky zahanat say pareshan hu main
roz ik mot naye tarz ky ijad kary

Leave a Reply