Sad Urdu Poetry with Images

Pages: 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14 15 16 17 18

Main to us din say hrasan hoon k jab hukm milay   khuskh pholon ko kitabon main na rakhay koi

Main to us din say hrasan hoon k jab hukm milay
khuskh pholon ko kitabon main na rakhay koi


shayd ye andhery he muj rah dikha den,  ab chand sitaron say mera zikar na krna

shayd ye andhery he muj rah dikha den,
ab chand sitaron say mera zikar na krna


Mery lehjay main gharoor aya tha   usko haq tha k shikayat karta

Mery lehjay main gharoor aya tha
usko haq tha k shikayat karta


tum mery ankh kay tewar na bhula pao gy,  an kahy bat ko samjo gay to yad aun ga

tum mery ankh kay tewar na bhula pao gy, an kahy bat ko samjo gay to yad aun ga


Mery weeran dareechon main b khushboo jagay  wo mery ghar k daro bam sajany aye

Mery weeran dareechon main b khushboo jagay
wo mery ghar k daro bam sajany aye


tum rota huwa chor gaye thay ik din ham nay us sham ko seenay say lga rakha hy

tum rota huwa chor gaye thay ik din
ham nay us sham ko seenay say lga rakha hy


Mosam mizaj tha na zamana sarisht tha   main ab bhi sochti hu wo kesy badal gaya

Mosam mizaj tha na zamana sarisht tha
main ab bhi sochti hu wo kesy badal gaya


tumhara nam likhany ky ijazat chin gaey jab sy koi b nam likht hu to ankhen bheg jaty hain

tumhara nam likhany ky ijazat chin gaey jab sy
koi b nam likht hu to ankhen bheg jaty hain

Leave a Reply