Sad Urdu Poetry with Images

Pages: 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14 15 16 17 18

Kaya qayamat hay k jin k naam par paspa huway   un hi logon ko muqabil main saf ara dekhna

Kaya qayamat hay k jin k naam par paspa huway
un hi logon ko muqabil main saf ara dekhna


kuch nhy to yahy benam sa bandhan hota, main tery hath ka kangan hota

kuch nhy to yahy benam sa bandhan hota,
main tery hath ka kangan hota


Tuj ko tera ghar salamat aur muj mery tanhayan   marty martay nam tera he labon par aye ga

Tuj ko tera ghar salamat aur muj mery tanhayan
marty martay nam tera he labon par aye ga


Kesy ghary main tark e safr ka khyal hy   jab ham main lot anay ka yara nahi raha

Kesy ghary main tark e safr ka khyal hy
jab ham main lot anay ka yara nahi raha


main dushmon kay kisy war say nhy darta, muj to apnay he yaron say dr lagta hy

main dushmon kay kisy war say nhy darta, muj to apnay he yaron say dr lagta hy


Umr bhar rengty rehny ki saza hy jena   aik do din ki aziyat ho to koi seh lay

Umr bhar rengty rehny ki saza hy jena
aik do din ki aziyat ho to koi seh lay


Kesy keh du k muj chor diya hy us nay   bat to sach hy magr bat hy ruswaey ky

Kesy keh du k muj chor diya hy us nay
bat to sach hy magr bat hy ruswaey ky


main muskurata huwa ainay say ubhrun ga,  wo ro pry gy achanat singhar krty huwy

main muskurata huwa ainay say ubhrun ga,
wo ro pry gy achanat singhar krty huwy

Leave a Reply