Political poetry of sahir Ludhyanvi urdu

Political Poetry of sahir Ludhyanvi urdu: Enjoy the great political insight of Sahir Ludhyanvi relating to the sub-continental political and social fabric.

Ahl e mansab hain ghalt kar to un kay mansab   tery taid say dhalay gaey tu mujrim hy

Ahl e mansab hain ghalt kar to un kay mansab
tery taid say dhalay gaey tu mujrim hy

Faqeer e shehr k tan par libas baqy hy   amer e shehr k arman abhi kahan nikly

Faqeer e shehr k tan par libas baqy hy
amer e shehr k arman abhi kahan nikly

Foj haq ko kuchal nhy sakty   foj chahy kisy yazeed ky ho

Foj haq ko kuchal nhy sakty
foj chahy kisy yazeed ky ho

Inqlab- mery sada ko dabana to kher mumkin hy   mgr hayat ki lalkar kon roky ga

Inqlab- mery sada ko dabana to kher mumkin hy
mgr hayat ki lalkar kon roky ga

Kon kehta hy k halat p tanqeed na kr   hukmranon k ghalt dawon ky tardeed na kr

Kon kehta hy k halat p tanqeed na kr
hukmranon k ghalt dawon ky tardeed na kr

Lakh bethay koi chup chup k kamen gahon main    khun khud deta hy jaladon kay maskan ka suragh

Lakh bethay koi chup chup k kamen gahon main
khun khud deta hy jaladon kay maskan ka suragh

Tum nay jis khun ko maqtal main chupana chaha    aj wo kucha o bazar main anikla hy

Tum nay jis khun ko maqtal main chupana chaha
aj wo kucha o bazar main anikla hy

Leave a Reply